Nabi Ka Zikar Hai Khuda Ka Zikr Hai Naat Lyrics

Read the most famous naats Nabi Ka Zikar Hai Khuda Ka Zikr Hai Urdu Naat Lyrics Muhammad Umair Zubair Qadri online by video naats.com. Download the MP3 mp4 video Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ka Zikr Hai Naat Lyrics and watch the full HD video naats Sharif Muhammad Umair Zubair Qadri Official here.

Beautiful Urdu Naat Lyrics of Nabi Ka Zikar Hai Khuda Ka Zikr by Umair Zubair Qadri a most famous Pakistan young Naat Khawan. 

Nabi Ka Zikar Hai Urdu Naat Sharif Lyrics by Muhammad Umair Zubair Qadri

نبی کا ذکر ہی خدا کا ذکر ہے- نبی کی بات ہی خدا کی باات ہے۔

Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi

Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ki Baat Hai

Nabi Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai

Yed Dullah Keh Dia To Sabit Ho Gia

Nabi Ka Haath Hi Khuda Ka Hath Hai

Salle Ala Nabie, Ena, Salle Ala Shafiena, Salle Ala Muhammadin,

______________________________________________

Hum  Pe Aisi Ata Hia Nabi Ki, Bhol Jayein Ge Kaise

Hum Ko Khatre Darain Ge Kaise Paas Ayein Ge Kaise

Yeh Aankhein Nam Nahi, Koi Bhi Gham Nahi

Karam Hazoor Ka Hamare Saath Hai

Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ka Zikar Hai, Nabi Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai

Salle Ala Nabie, Ena, Salle Ala Shafiena, Salle Ala Muhammadin,

______________________________________________

Un Ka Sadqa Hi Mehke Huwe Hain Do Jahan Ke Nazare

Un Ke Faize Karam Se Hai Roshan Kehkshan Aur Sitare

Yeh Saari Roshni, Ye Sari Dilkashi

Mere Nabi Ke Husan Ki Zakat Hai

Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ka Zikar Hai, Nabi Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai

Salle Ala Nabie, Ena, Salle Ala Shafiena, Salle Ala Muhammadin,

______________________________________________

Be’amal Hon Magar Mere Aaqa, Nazre Rehmat Karein Ge

Mere Jaise Gunahgar Ki Bhi Woh Shafa’at Karein Ge.

Bare Azeem Hain, Bare Kareem Hain,

Wo Jin Ke Haath Mein Mere Nijat Hai,

Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ka Zikar Hai, Nabi Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai

Salle Ala Nabie, Ena, Salle Ala Shafiena, Salle Ala Muhammadin,

______________________________________________

Woh Jo Keh Dein Woh Ho Ke Rahe Ga Yeh Hi Kehta Hai Quran

Un Ka Farooqi Zinda Hai Farman, Yeh Hamara Hai Eeman,

Agar Wo Din Kehin To Raatein Din Banein

Kahein Wo Din Ko Raat To Woh Raat Hia,

Nabi Ka Zikar Hi Khuda Ka Zikar Hai, Nabi Ki Baat Hi Khuda Ki Baat Hai

Salle Ala Nabie, Ena, Salle Ala Shafiena, Salle Ala Muhammadin,

Yed Dullah Keh Dia To Sabit Ho Gia, Nabi Ka Haath Hi Khuda Ka Hath Hai

______________________________________________