Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
Apni Jannat Ko Khuda Ke Liaye Dozakh Na Bana
_________________________________________
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dukha
_________________________________________
Mere Malik Mere Aqa Mere Maula Ne Kaha
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
Baap Ke Pyar Se Achhi Koi Daulat Kya Hai
Maan Ka Anchal Jo Salamat Hai To Jannat Kya Hai
Ye Hai Razi To Nabi Razi Hai Razi Hai Khuda
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
_________________________________________
Jab Bhi Dekha To Tuje Pyar Se Dekha Maan Ne
Khun E Dil Dudh Ki Surat Me Pilaya Maan Ne
Tune Is Pyar Ke Badle Me Use Kuchh Na Diya
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
_________________________________________
Unki Mamta Ne Bahar Haal Sambhala Tujko
Is Kadar Pyar Se Maan Baap Ne Paala Tujko
Rehmat E Bala Se Kuchh Kam Nahi Saya Unka
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
_________________________________________
Tere Maan Baap Ne Kis Pyar Se Paala Tujko
Khud Rahe Bhukhe Diya Muh Ka Nivala Tujko
Inki Mutthi Me Hai Nadan Mukaddar Tera
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
_________________________________________
Tere Bete Bhi Kama Rotiya Denge Tujko
Ye Bhi Teri Hi Tarha Galiya Denge Tujko
Tu Bhi Hai Sahib E Aulad Ye Kyu Bhul Gaya
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
_________________________________________
Tunse Achhi Nahi Dekhi Koi Surat Keshar
Hai Sarapa Ye Mohabbat Hi Mihabbat Keshar
Kaam Ati Hai Bhure Vakt Me Unki Hi Dua
Apne Maa Baap Ka Tou Dil Na Dukha Dil Na Dukha
_________________________________________
Apni Jannat Ko Khuda Ke Liaye Dozakh Na Bana
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
Mere Malik Mere Aqa Mere Maula Ne Kaha
Apne Maan Baap Ka Tu Dil Na Dokha Dil Na Dokha
_________________________________________
Muhammad Waseem is a seasoned Naat and lyrics writer with a decade of experience. He shares heartfelt Islamic content in Urdu, Hindi, Punjabi, and English, touching the hearts of Muslims worldwide.