Milad Ka Chand (jashne Eid Milad ul Nabi) naat by Farhan Ali Qadri

Rabi ul awal is in now and every sunny Muslim is decorating the home, streets, offices and chowks with LED lights and many other colorful illuminating materials. The streets and roads are filled with lights and beautiful sounds of Meelad ul nabi naats. The time have come to illuminate and decorate everything in the remembrance of our beloved prophet Hazrat Muhammad Sallalaho alehe wa aalhe wasallum. Here is beautiful video naat the Milad Ka Chand (jashne Eid Milad ul Nabi) naat by Farhan Ali Qadri and read full urdu lyrics here.

Milad Ka Chand urdu Video Naat by Farhan ali Qadri

https://www.youtube.com/watch?v=j7VI7ksOW7c

Milad Ka Chand Mubarak Ho naat Complete Urdu lyrics

Mubarak Ho Mubarak Ho, Mubarak Ho Mubarak Ho

Milad Ka Chand Mubarak Ho Mubarak Eid Mubarak.

Eid Mubarak, Eid Mubarak, Eid Mubarak,  Mubarak Ho

Sarkar Ke Chahne Walo Ko Meelad Ka Chand Mubarak Ho

Eid Mubarak Eid Mubarak Eid Mubarak Mubarak Ho Mubarak Ho

 

Har Simat Tarani Khushion, Ke Har Simat Baharon Ke Naghme

Aflaak Ki Wussat Mein Goonje, Hai Chaand Sitaron Ke Naghmay

Mubarak Ho Mubarak Ho, Mubarak Ho Mubarak Ho

Sarkar Ke Chahne Walo Ko Meelad Ka Chand Mubarak Ho

Eid Mubarak, Eid Mubarak. Eid Mubarak

 

Wohi Saccha Aashiq Hota Hai, Sarkar Ka Jo Meelad Kare

Hum Jashan Manayein Ge Aise, Ke Saari Dunya Yaad Kare

Mubarak Ho Mubarak Ho, Mubarak Ho Mubarak Ho

Sarkar Ke Chahne Walo Ko Meelad Ka Chand Mubarak Ho

Eid Mubarak, Eid Mubarak. Eid Mubarak

 

 

Aflaq Ke Chaand Sitaaron Aur Pholon Se Zameen Ko Sajya Hai

Hum Sab Se Pehle Allah Ne, Sarkar Ka Meelad Manaya Hia

Mubarak Ho Mubarak Ho, Mubarak Ho Mubarak Ho

Sarkar Ke Chahne Walo Ko Meelad Ka Chand Mubarak Ho

Eid Mubarak, Eid Mubarak. Eid Mubarak

 

 

Makke Ki Zameen Pur Noor Hui  Batha Ki Fazayein Mehki Hain

Ye Kon Hai Jis Ki Aamad Par Khushboo Se Hawayein Mehki Hain

Mubarak Ho Mubarak Ho, Mubarak Ho Mubarak Ho

Sarkar Ke Chahne Walo Ko Meelad Ka Chand Mubarak Ho

Eid Mubarak, Eid Mubarak. Eid Mubarak

 

Is Eid Ka Hai Deewanon Sarkar Ke Aane Ka Din Hai

Ab Jashan Manao Deewanon Ye Jashan Manane Ka Din Hai.

Mubarak Ho Mubarak Ho, Mubarak Ho Mubarak Ho

Sarkar Ke Chahne Walo Ko Meelad Ka Chand Mubarak Ho

Eid Mubarak, Eid Mubarak. Eid Mubarak

 

Farooqi Na Gham Se Ghabraao, Gham Khawar Ki Aamad Aamad Hia

Dunya Ko Suna Do Khushkhabari Sarkar Ki Aamad Aamad Hia

Milad Ka Chand Mubarak Ho Mubarak Eid Mubarak.

Sarkar Ke Chahne Walo Ko Meelad Ka Chand Mubarak Ho

Eid Mubarak, Eid Mubarak. Eid Mubarak