Hamad “Wohi Rabb hai Jis ne Tujh ko Hamatan” Urdu Lyrics

Read Hamad “Wohi Rabb hai Jis ne Tujh ko Hamatan” Urdu Lyrics online. Wohi Rab Ha Jis Ny Tuj Ko Hamatan Karam Banaya Lyrics Mp3 video download in Urdu. Beautiful Kalam Wohi Rab Hai Jisne Tujh Ko Hama Tun Karam Banaya Urdu Lyrics written by Ala Hazrat Ahmad Raza Khan Barelvi. Wohi Rab Hai Jis Nay Tujko Lyrics Urdu Hamad free download.

“Wohi Rabb hai Jis ne Tujh ko Hamatan” Hamad Urdu Lyrics

 

Hamad "Wohi Rabb hai Jis ne Tujh ko Hamatan" Urdu LyricsWohi Rabb hai jis ne Tujh ko hama,tan Karam Banaya
Hamein bheek mangne ko Tera aastaan banaya
Tujhe hamad hai Khudaya
Wohi Rabb hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya

Tumhein Haqim banaya Tumhein Qasim Aataya
Tumhein Shafe Aataya Tumhein Da’afe balaya
Koi Tum sa kon aaya?
Wohi Rabb hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya

Woh kanwari Pak Maryam wo Nafakhte fiya ka dam
Hai azab Nishaan-e-Aazam magar Aamina ka Jaya
Wohi sab se afzal aaya
Wohi Rabb hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya

Yahi bole sidraa wale chaman-e-Jahaan kay thaale
Sabhi mein ne chan daale Teray pae ka naa paya
Tujhe yak ne Yaq banaya
Wohi Rabb hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya

“Fa Izaa Faraghta Fansab” ye mila hai Tujh ko mansab
Jo gada bana choke ab uthu waqte bakhshis Aaya
Karo qismat aataya
Wohi Rabb hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya

“Wa Ilaa Rabika Farghab”,karo arz sab kay matlab
keh Tuhein ko Takte hein sab karo un per Apna saya
Bano Shafeye Khataya
Wohi Rabb hai jis ne Tujh ko hama tan Karam banaya

Aare Ay Khuda kay bando koi meray dil ko dhondoo
Meray paas tha abhi to abhi to abhi kya howa Khudaya
Na koi gia na Aaya

Hamein Ay Raza Teray dil ka pata chala ba mushkil
Dar-e-Rozae muqabil wo hamein nazar tou aaya
Ye na pocha kaisa paya
Wohi Rabb hai jis ne Tujh ko hamatan Kram banaya