Aminah Bibi Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taaza Bahaar Full Naat Lyrics
Aminah Bibi Ke Gulshan Mein Aayi Hai Taaza Bahaar Partey Hein Sallallaahu Wasallam Aaj Dar-O-Diwaar _____________________________ Barah Rabi-Ul-Awwal Ko Aaya Durr-E-Yateem Maah-E-Nabuwwat Mehr-E-Risaalat Saahib-E-Khulq-E-Azeem _____________________________ Haamid-O-Mahmuud Aur Muhammad Do Jag Ka Sardaar Jaan Se Pyaraa Raaj Dulaara Rahmat Ki Sarkaar _____________________________ Yaasiin Taha Kamli Wala Qura’an Ki Tafseer Haazir-O-Naazir Shahid-O-Qaasim Aaya Sirajum Muneer _____________________________ Muhammad … Read more